Jindgi ko jiyo
Samjo nahi.।।।।
Kuchh log is jindgi ko samjhne mai hi itna ulaj jate hai ke
Apni kimti jindagi ko jina chhor dete hai
Are bhai malik ne ye Jindagi jine k liye di ab isko samajkar kya kiya jayega
Agar jina chhor kr jindagi ko samjhna ki koashishe karenge to ant mai yahi gana hame bhi gana hoga.।।।।
Kai
Jab tak maine socha
Jivan kya hai
Jivan hi bit ga ya
Isliye mere dost jingi ko samjane m samay vyarth na karke Jindagi ko jiyo
Khul kar jiyo
Dosto khush raho
Yahi meri duaaye hai
Thanks 🌹
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें