*"सफलता" की पोशाक*
*कभी तैयार नहीं मिलती*
*इसे बनाने के लिए*
*"मेहनत" का हुनर चाहिए.!*
Parents :-
Safalta ek bari chez hai mana
Lekin sabse bari doalat insaan k liye uske mata pita h
Afsos k mata pita k khone k bad unki value ka pata chalta h
Insaan apne parents se bahut pyaar karta h
Lekin unk chale jaane k baad use vo sub yaad aata h k usne kya kamiya ki kya galtiya ki
Isliye aaj mai yahi samja hun k jinke mata pita jivit h ve duniya k amir and safal insaan hai chahe unk paas kuchh aur ho na ho
Take care your parents
Thanks 🌹
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें